Monday, September 3, 2012

धनकोली :- बारिस का मौसम (Dhankoli Barsat Ki News)

 धनकोली ग्राम में हालात सामान्य धनकोली में पुरे गाँव में घुटनों तक पानी भरा,कई घरों में घुसा पानी ,सभी लोग लगे राहत कार्य में ...। निकटवर्ती ग्राम धनकोली में पिछले तीन दिन से हो रही बारिश से पुरा गाँव टापु में तब्दील हो गया था । बुधवार रात क हालात असामान्य हो जाने पर सरपंच पुत्र मुस्ताक खां तथा गाँव के २०० लोगों ने मिलकर रात २ बजे से राहत कार्य शुरू किया था जो शक़्रवार शाम तक अनवरत जारी था  धनकोली में हुयी बारिश से निचले इलाकों के साथ मुख्य मार्गो में घुटनों तक पानी चढ़ गया था तथा कई घरों व दुकानों में पानी घुस गया जिससे लोगों को को काफी परेशानियों का सामना करना पड़ा । कई मकानों में दरारें आ गयी तथा छतों से पानी टपकने लग गया जिसके चलते लोगो को जान के खतरे के डर से सुरक्षित स्थानों पर पनाह लेनी पड़ी । लोगो ने तत्परता दिखाते हुये बरसात से प्रभावित जनों को राशन सामग्री उपलब्ध करवायी। एकत्रित पानी को मोटर पम्प लगा कर गाँव से बाहर निकालने का कार्य किया गया जो शुक्रवार शाम तक जारी था जिससे धनकोली ग्राम के हालात कुछ सामान्य हुआ..
धनकोली :- में बारिश की वजह से हुए नुकसान

Dhankoli,,,,gaav ke kuch yuva JCB mc. Ke saath pani ki nikashi ke liye help karne ke liye jaate huye,,

Dhankoli,,,sarpunch aur gaav ke log water pump lagakar pani ko bas stand ke paas kuye tak pahuchane ki kosis,,,,,

Dhankoli,,,,,pani se bhare kuch jagah ,,,,,

Dhankoli,,,,aur aas paas ke ilakon me pichle 48 ghanto se bina ruke lagataar ho rahi barish se pura gaav jaha pani se bharkar jalmagan ho rakha hai ,Wahi gaav walo ko kafi pareshani ka samna karna pad raha hai,,
Gaav ke lagbhag makano se pani girne laga hai,,,aur aane jaane me bhi kafi mushkil ho rahi hai,,,kafi kache makan gir gaye hai aur gaushaala me bhi kafi pani bhar gaya hai ,jis se waha rahne wali bahut saari gaayo aur unke bachdo ko bhi kafi pareshani ho rahi hai,,,,Aur barish hai ki abhi bhi rukne ka naam nahi le rah

Dhankoli,,,school ground,,


Dhankoli,,,,,Bus stand Road,

Dhankoli main Bazar me bhara hua pani,,,,,,

Dhankoli,,,,,Bus stand Road,  Dhankoli me raat ke karib 12 baje se ho rahi lagataar barish se jagah jagah kafi ilaakon me pani bhar gaya hai,,,,Saath hi school jaane wale bachon ko kafi pareshani ho rahi hai,,,,
Schoolo me aaj bachon ke test the jo barish ki wajah se aaj nahi ho sake,,,,kyoki sabhi school me karib aadhe bache hi school me pahuch paaye hai,is wajah se kai school me chutti kar di gai hai,,,,,Raat bhar se jaari barish lagbhag 11 ghanto se lagataar ho rahi hai,jo rukne ka kahi naam nahi le rahi hai,,,,kuch aur pic

Dhankoli Barish me bhigte huye   ladka,

No comments:

Post a Comment